..yun kehye k shaair ka kaam mehz mushahida he nahin, mujahida bhi us per farz he-gardo pesh k muztarib qatron main zindagi k dajla ka mushahida us ki benai per he, use dosron ko dekhana us ki funi dastras par, us k bahao main dakhal andaz hona us k
" shouq ki salabat aur lahu ki hararat per"................
..........................aur ye teno kaam masalsal kaawish aur jedojehd chahte hain........
--Faiz. Dast e saba
kahan se ayee nigar e saba, kidher gayee
Abhi chiraghe sar e rah ko kuch khabar nahi
No comments:
Post a Comment